Posts

Showing posts with the label Rita Roshan

Tommy Kaganangan ft Rita roshan - Teri Meri Prem Kahani

Image
Aaa...... [Rita roshan ] Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushqil Do Lafzoon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye Ek Ladka Ek Ladki Ki Yeh Kahani Hai Nayi Do Lafzoon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye [Tommy Kaganangan] Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushqil Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye Ek Dooje Se Huye Juda Jab Ek Dooje Ke Liye Bane Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushqil Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye [Rita roshan ] Aaa... Tumse Dil Jo Lagaya To Jahaan Maine Paaya Kabhi Socha Na Tha Yun Meelon Door Hoga Saaya Kyun Khuda Tune Mujhe Aisa Khwaab Dikhaya Jab Haqiqat Mein Usey Todna Tha Aa.... Ek Dooje Se Huye Judaa, Jab Ek Dooje Ke Liye Bane Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushqil Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye [Tommy Kaganangan] Teri Meri Baaton Ka Har Lamha Sab Se Anjaana, Do Lafzoon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye Har Ehsaas Mein Tu Hai Har Ik Yaad Mein Tera Afsaana Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye Aaaa... Sara Din Bit Jaaye, Saari Raat Jagaye Bas Khayal Tu...